Rozana Lyrics – Naam Shabana | Shreya Ghoshal – LyricsEz

Rozana Lyrics from Naam Shabana: Song sung by Shreya Ghoshal starring Taapsee Pannu with music composed by Rochak Kohli and lyrics by Manoj Muntashir.

rozana-lyrics

Song: Rozana
Singer: Shreya Ghoshal
Lyrics: Manoj Muntashir
Music: Rochak Kohli

Rozana Lyrics in Hindi

Tere hathon ki taraf
Mere hathon ka safar
Rozana, rozana

Teri ankhon se kahein
Kuch toh meri nazar
Rozana, rozana

Rozana main sochun yehi
Kahaan aaj kal main hoon lapata
sans-serif;”>Tujhe dekh loon toh hasne lage
Mere dard bhi kyun khamakhan

Hawaon ki tarah
Mujhe chhuke tu guzar
Rozana, rozana

Tere haathon ki taraf
Mere haathon ka safar
Rozana, rozana

Inn aankhon se yeh bata
Kitna main dekhun tujhe
Reh jaati hai kuch kami
Jitna bhi dekhun tujhe

Rozana main sochun yehi
Ke jee lungi main saans bhi
Aise hi tu mujhe milta rahe agar
Rozana, rozana

Tere hathon ki taraf
Mere hathon ka safar
Rozana, rozana

Yoon aa mila tu mujhe
Jaise tu mera hi hai
Aaram dil ko jo de
Wo zikr tera hi hai

Rozana main sochun yehi
Ke chalti rahe baatein teri
Aate jaate yuhi mere liye tehar
Rozana, rozana

Tere hathon ki taraf
Mere hathon ka safar
Rozana, rozana
Rozana, rozana

Rozana Song – Naam Shabana