Mujh Se Pehli Si Mohabbat Lyrics from Nabeel Shaukat and Humer Channa is a classic ghazal produced by Mekaal Hasan as his debut as music director. The promising musical TV show Coke Studio Season 10 has given a humble tribute to Malika-e-Tarranum, Noor Jehan with song “MUJH SE PEHLI SI MOHABBAT” all written by Faiz Ahmed Faiz.
Title of Track: Mujh Se Pahli Si Muhabbat [To Love You As I Loved You Before] Artists: Humera Channa, Nabeel Shaukat
Music Director: Mekaal Hasan
Original Composer: Rashid Attre
Songwriter: Faiz Ahmed Faiz
NABEEL SHAUKAT’S MUJHSE PEHLI SI MOHABBAT SONG LYRICS LYRICS – COKE STUDIO
Mujh se pahli si muhabbat
Mere mahboob na maang
Mujh se pahli si muhabbat
Mere mahboob na maang
Mujh se pahli si muhabbat
Mere mahboob na maang
Mujh se pahli si muhabbat
Mere mahboob na maang
Main ne samjha tha ke
Tu hai to darakhshaan hai hayat
Tera gham hai to
Gham-e-dahr ka jhag?a kiya hai
Teri soorat se hai
Alam mein bahaaron ko sabaat
Teri aankhon ke siva
Duniya mein rakkha kya hai
Teri aankhon ke siva
Duniya mein rakkha kya hai
Tu jo mil jaye to
Taqdeer nigoon ho jaaye
Yoon na tha main ne faqat
Chaha tha yoon ho jaaye
Haan mujh se pahli si muhabbat
Mere mahboob na maang
Mujh se pahli si muhabbat
Mere mahboob na maang
Aan-ginat sadiyon ke
Taarek bahemana talism
Aan-ginat sadiyon ke
Taarek bahemana talism
Resham-o atlas-o
Kam-khab mein bunwaye hoye
Ja-ba-ja bikte hoye
Koocha-o baazaar mein jism
Khaak men lith?e hoye
Khoon mein nahlaye hoye
Lau? Jaati hai
Idhar ko bhi nazar kya keeje
Ab bhi dil-kash hai
Tera husan magar kiya keeje
Ab bhi dil-kash hai
Tera husan magar kiya keeje
Aur bhi dukh hain zamaane mein
Muhabbat ke siva
Raahaten aur bhi hain
Wasal ki rahat ke siva
Mujh se pahli si muhabbat
Mere mahboob na maang
Mujh se pahli si muhabbat
Mere mahboob na maang
Mujh se pahli si muhabbat
Mere mahboob na maang
Mujh se pahli si muhabbat
Mere mahboob na maang
Mujh se pahli si muhabbat
Mere mahboob na maang.