Maine Poochha Chand Se Lyrics in Hindi from movie Abdullah (1980) sung by Mohammad Rafi. Maine Poochha Chand Se Lyrics is written by Anand Bakshi and composed by R. D. Burman.
Song : Maine Poochha Chand Se
Album : Abdullah (1980)
Singer : Mohammad Rafi
Musician : R. D. Burman
Lyricist : Anand Bakshi
Maine Poochha Chand Se Song Lyrics |
Maine Poochha Chand Se Song Lyrics in Hindi |
Maine puchha chand se ke dekha hai kahee Mera yar sa hasin Chand ne kaha, chandni kee kasam Nahee, nahee, nahee Maine puchha chand se ke dekha hai kahee Mera yar sa hasin Chand ne kaha, chandni kee kasam Nahee, nahee, nahee Maine puchha chand se Maine yeh hee jaab tera dhundha, Har jagah shabab tera dhundha Kaliyo se misaal teri puchhi, Phulo ne jawab tera dhundha Maine puchha bag se, falak ho ya zamin, Aisa phul hai kahee Bag ne kaha har kali kee kasam Nahee nahee nahee Maine puchha chand se Ho, chal hai ke mauj kee rawani, Zulf hai ke rat kee kahani Hont hain ke aayine kawal ke Aankh hai ke mahka do kee rani Maine puchha jaam se, falak ho ya zamin, Aisi meh bhi hai kahee Jaam ne kaha mehkashi kee kasam Nahee nahee nahee Maine puchha chand se Khubsurati jo tune payi Lut gayi khuda kee bas khudayi Mir ke ghazal kahu tujhe mai, Ya kahu khaiyyaam kee rubayi Mai jo puchhun shayaro se, aisa dil nashi Koyi sher hai kahee Shayar kahe shayari kee kasam, Nahee nahee nahee Maine puchha chand se ke dekha hai kahee Mera yar sa hasin Chand ne kaha, chandni kee kasam Nahee, nahee, nahee Maine puchha chand se |
मैंने पूछा चाँद से कि देखा है कहीं मेरे यार सा हसीं चाँद ने कहा, चांदनी की क़सम नहीं, नहीं, नहीं…मैंने पूछा चाँद से…मैंने ये हीज़ाब तेरा ढूंढा हर जगह शबाब तेरा ढूंढा कलियों से मिसाल तेरी पूछी फूलों ने जवाब तेरा ढूंढा मैंने पूछा बाग से, फ़लक हो या जमीं ऐसा फूल है कहीं बाग़ ने कहा हर कली की क़सम नहीं नहीं, नहीं… मैंने पूछा चाँद से… हो.. चाल है की मौज की रवानी खुबसूरती जो तूने पाई कहूँ खीयाम की रुबाई मैंने पूछा चाँद से कि देखा है कहीं |
Maine Poochha Chand Se Song Lyrics in English
I asked the moon, have you ever seen anyone as beautiful as my love
The moon replied, I must admit, there’s no one
I asked the moon…
I searched everywhere for a face like you, I looked everywhere for a beauty like you
I asked the buds to find someone like you, I looked for a flower like you
I asked the flora, is there a flower like her on heaven or on earth
The flora replied, we must admit, there isn’t
I asked the moon…
Is that your gait or the waves, are these your tresses or the myth of the night
Your lips are like the petals of lotus, your eyes are intoxicating
I asked the goblet, is there anyone as alluring as her on heaven or earth
The goblet replied, I must admit, there is no one
I asked the moon…
Your beauty made the entire world crazy
Should I call you beautiful or fatally attractive
I asked poets, is there a poem as passionate as her
The poets replied, we must admit, there isn’t
I asked the moon…