Likhe Jo Khat Tujhe Lyrics is a hindi song from the 1968 movie Kanyadaan. Likhe Jo Khat Tujhe singer is Mohammed Rafi. Likhe Jo Khat Tujhe composer is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvansh.
SINGERS
LYRICIST
Likhe Jo Khat Tujhe Song Lyrics
likhen jo khat tuje vo teri yaad mein
hazaaron rang ke nazare ban gae
likhen jo khat tuje vo teri yaad mein
hazaaron rang ke nazare ban gae
savera jab hua to phool ban gaye
jo raat aayi to sitaarein ban gaye
likhen jo khat tuje
koi nagma kahi gunja
kaha dil ne ye tu aayi
kahi chatki kali koi
main ye samajha tu sharmaai
koi khushboo kahi bikhri
lagaa ye zulf laharaee
likhen jo khat tuje vo teri yaad mein
hazaaron rang ke nazare ban gae
savera jab hua to phool ban gaye
jo raat aayi to sitaarein ban gaye
likhen jo khat tuje
phiza rangin ada rangin
ye ithalanaa, ye sharmaana
ye angdaai ye tanhaai
ye tarasaa kar chale janaa
bana degaa nahin kisko
javaan jaadoo ye deewaanaa
likhen jo khat tuje vo teri yaad mein
hazaaron rang ke nazare ban gae
savera jab hua to phool ban gaye
jo raat aayi to sitaarein ban gaye
likhen jo khat tuje
jahaan too hain vahaan main hoon
sans-serif;”>mere dil kii tu dhadkan hai
musfir main too manzil hain
main pyaasa hoon, tu sawan hai
meri duniyaa ye nazaren hain
meri jananath ye daaman hai
likhen jo khat tuje vo teri yaad mein
hazaaron rang ke nazare ban gae
savera jab hua to phool ban gaye
jo raat aayi to sitaarein ban gaye
likhen jo khat tuje
Likhe jo khat tujhe
Woh teri yaad mein
Hazaaron rang ke
Nazaare ban gaye
Likhe jo khat tujhe
Woh teri yaad mein
Hazaaron rang ke
Nazaare ban gaye
Sawera jab huya
To phool ban gaye
Jo raat aayi to
Sitaare ban gaye
Likhe jo khat tujhe
Koyi nagma kahin goonja
Kahan dil mein
Yeh tu aayi
Kahin chatki kali koyi
Main yeh samjha, tu sharmaayi
Koyi khushboo kahin bikhri
Laga yeh zulf lehraayi
Likhe jo khat tujhe
Woh teri yaad mein
Hazaaron rang ke
Nazaare ban gaye
Sawera jab huya
To phool ban gaye
Jo raat aayi to
Sitaare ban gaye
Likhe jo khat tujhe
Fiza rangeen, adaa rangeen
Yeh ithlaana, yeh sharmaana
Yeh angdhaayi, yeh tanhaayi
Yeh tarsa kar, chale jaana
Bana de ga nahi kisko
Jawaan jadoo yeh deewana
Likhe jo khat tujhe
Woh teri yaad mein
Hazaaron rang ke
Nazaare ban gaye
Sawera jab huya
To phool ban gaye
Jo raat aayi to
Sitaare ban gaye
Likhe jo khat tujhe
Jahan tu hai, wahan main hoon
Mere dil ki tu dhadhkan hai
Musafir main tu manzil hai
Main pyaasa hoon tu saawan hai
Meri duniya yeh nazre hain
Meri jannat yeh daaman hai
Likhe jo khat tujhe
Woh teri yaad mein
Hazaaron rang ke
Nazaare ban gaye
Sawera jab huya
To phool ban gaye
Jo raat aayi to
Sitaare ban gaye
Likhe jo khat tujhe.