Jag Ghoomeya Lyrics – Sultan | Rahat Fateh Ali Khan – LyricsEz

Jag Ghoomeya Lyrics from Sultan: A beautiful romantic song in appreciation of girl, sung by Rahat Fateh Ali Khan, composed by Vishal-Shekhar and Jag Ghumiya lyrics are penned by Irshad Kamil. The music video features Salman Khan and Anushka Sharma.

Jag-Ghoomeya-Lyrics

Song: Jag Ghoomeya
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics: Irshad Kamil
Music: Vishal-Shekhar

Jag Ghoomeya Lyrics

Na woh akhiyan roohani kahi
Na woh chehra noorani kahi
Kahi dil wali baatein bhi na
Na woh sajri jawani kahi

Jag ghumeya thaare jaisa na koi
Jag ghumeya thaare jaisa na koi

Na toh hasna rumani kahi
Na toh khusbu suhani kahi
Na woh rangli adaye dekhi
Na woh pyaari si nadani kahi
Jaisi tu hai waisi rehna

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x2)

Baarishon ke mausam ki
Bheegi hariyali tu
Sardiyon mein gaalon pe
Jo aati hai woh laali tu

Raaton ka sukoon..
Raaton ka sukoon bhi hai
Subah ki azaan hai
Chahaton ki chaadaron mein
Maine hai sambhali tu

Kahin agg jaisi jalti hai
Banne barkha ka pani kahi
Kabhi mann jaana chupke se
Yoon hi apni chalani kahi
Jaisi tu hai waisi rehna

Jag ghoomeya thare jaisa na koi
Jag ghoomeya thare jaisa na koi

Apne naseebon mein ya
Honsle ki baaton mein
Sukhon aur dukhon wali
Saari saugaton mein

Sang tujhe rakhna hai
Sang tujhe rakhna hai
Tune sang rehna
Meri duniya mein bhi
Mere jazbaton mein

Teri milti nishani kahi
Jo hai sab ko dikhani kahi
Tu toh jaanti hai marke bhi
Mujhe aati hai nibhani kahi
Wo hi karna jo hai kehna

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x2)

Jag Ghoomeya Song