Jaan-e-Bahaaraan Lyrics from Coke Studio Season 10’s Episode 2 is a tribute to legendary film music director Master Inayat Hussain. Ali Zafar brings out the best of him by lending his voice for this love-struck song which’s been infusing Spanish musical motifs in it’s stylings.
Title of Song: Jaan-e-Bahaaraan
Artist: Ali Zafar
Album: Coke Studio Season 10, Episode 2
Music Director: Shuja Haider
Lyrics: Tanveer Naqvi
Guest Musician: Amir Azhar (Rubab & Nylon Guitar), Sajid Ali (Flute)
Houseband: Imran Akhoond (Guitars), Aahad Nayani (Drums), Kamran ‘Mannu’ Zafar (Bass), Babar Khanna (Dholak/Tabla), Haider Ali (Keyboards/Piano), Omran Shafique (Guitars), Abdul Aziz Kazi (Percussions)
Strings Section: Javed Iqbal (First Violinist), Ghulam Abbas, Ghulam Muhammad, Muhammad Ilyas, Babar Ali, Khawar Hussain
Backing Vocalists: Rachel Viccaji, Shahab Hussain, Natasha Khan
The powerful music of song is perfectly dropped by Strings while Ali Zafar’s adorable voice convincingly professes his devotion in JAAN E BAHARAAN song’s lyrics with English Translation.
ALI ZAFAR’s NEW JAAN E BAHARAAN SONG LYRICS COKE STUDIO
Jaan-e-bahaaraan, rashke chaman
Ghuncha dahan, seemi badan
Aye..
Jaan-e-baharan, rashke chaman
Ghuncha dahan, seemi badan
Aye jaan-e-man x (2)
Jaan-e-bahaaraan
Jannat ki hoorein tujhpe fida
Raftar jaise mauje saba
Rangin adaa tauba shikan
Aye jaan-e-man, jaan-e-bahaaraan
Jaan-e-bahaaraan, rashke chaman
Ghuncha dahan, seemi badan
Rangin adaa tauba shikan
Jaan-e-bahaaraan, o jaan-e-man
Jaan-e-bahaaraan, o jaan-e-man
Nazron ne teri kiya hai sitam
Kash-e fiza ki yeh rangeeniyan
Jadoo kiya hai toone sanam
Tauba hai tauba teri adaa
Uski adaa aur husn tera
Rangeen jama aur nazuk badan
Gulmehra hum sehar-ochaman
Jaan-e-bahaaraan, o jaan-e-man
Sham-e-faroza aakhein teri
Har ik nazar mein jadoogari
Zulfein teri mushk-e-khutan
Aye jaan-e-man, jaan-e-bahaaraan
Aye naaz-parvar, naaz-aafrin
Lakhon hasin hain tujh sa nahi
Khandajabin, shirin-sukhan
Aye jaan-e-man, aye jaan-e-man
Ghuncha dahan seemi badan
Rangeen adaa tauba shikan
Har ik nazar mein hai jadoogari
Zulfein teri mushk-e-khutan
Aye naaz-parvar, naaz-aafrin
Lakhon hasin hain tujh sa nahi
Khandajabin, shirin-sukhan
Aye jaan-e-man, aye jaan-e-man