Humne Aisi Bhi Kya Khata Kardi Lyrics hummed by Sahir Ali Bagga is an Original soundtrack (OST) from a Pakistani romantic drama series ‘Tum Se Hi Talluq or Taluq Hai’ starring Syed Jibran, Tooba Siddiqui & Faryal Mehmood in lead roles. The full song has been composed, performed by Sahir Ali Bagga.
Album Name: | Tum Se Hi Talluq Hai (2018) |
Artist(s): | Sahir Ali Bagga |
Song Name: | Hume Aisi Bhi Kya Khata Kardi |
Music Director(s): | Sahir Ali Bagga |
Video Director: | Shaquielle Khan |
Actor(s): | Syed Jibran, Tooba Siddiqui, Faryal Mehmood |
SAHIR ALI BAGGA – HUMNE AISI BHI KYA KHATA KARDI SONG LYRICS
Gham Ko Haske Gale Lagaa Lete,
Dard Seh Kar Bhi Hum Muskura Lete,
Dil Ki Ye Aarzu Rahi, Dil Mein,
Kaash Ke Tum Wafa Nibha Lete,
Kaash Ke Tum Wafa Nibha Lete.
Tum Mohabbat Meri Aazma Lete,
Har Sitam Shauk Se
Hum Utha Lete,
Dil Ki Ye Aarzu Rahi Dil Mein,
Kaash Ke Tum Wafa Nibha Lete,
Kaash Ke Tum Wafa Nibha Lete.
Nibha Lete, Wafa Nibhaa Lete.
Nayi Sahi Jandi Teri Bewafayi Yaar Ve,
Yaar Ve,
Nayi Sahi Jandi Teri Bewafayi Yaar Ve,
Yaar Ve,
Tere Siwa Nahi Koi Mera,
Sun Wasta Tujhe Rab Da,
Asi Mar Jaange, Fer Rowi Na,
Asi Mar Jaange, Fer Rowi Naa.
Humne Aisi Bhi Kya Khata Kardi,
Tumne Toh Zindagi Sazaa Kar D,
Kyun Diya Hai Ye Silaa Wafaon Ka,
Bewafayi Ki Inteha Kar Di,
Zakhm Seenay Pe Hum Sajaa Lete,
Dil Mein Saare Gilay Chhupa Lete,
Dil Ki Ye Aarzu Rahi Dil Mein,
Kash Ke Tum Vafa Nibha Lete,
Kash Ke Tum Vafa Nibha Lete,
Nibhaa Lete, Vafa Nibha Lete,
Nibhaa Lete, Vafa Nibha Lete.
Tumse Jo Door Ho Gaye Hain Hum,
Kitne Majboor Ho Gaye Hain Hum,
Bebasi Beh Rahi Hai Aankhon Se,
Zakhmo Se Choor Ho Gaye Hain Hum,
Bojh Ruswayi Ka Uthaa Lete,
Ashq Palkon Taley Chhupa Lete,
Dil Ki Ye Aarzu Rahi Dil Mein,
Kaash Ke Tum Wafa Nibha Lete,
Kaash Ke Tum Wafa Nibha Lete,
Nibha Lete, Wafa Nibha Lete,
Nibha Lete, Wafa Nibha Lete.
Nayi Sahi Jandi Teri Bewafayi Yaar Ve,
Yaar Ve,
Nayi Sahi Jandi Teri Bewafayi Yaar Ve,
Yaar Ve,
Tere Siwa Nahi Koi Mera,
Sun Wasta Tujhe Rab Da,
Asi Mar Jaange, Fer Rowi Na,
Asi Mar Jaange, Fer Rowi Naa.
Khaabon Ka Ik Mehal Banaya Tha,
Nanne Phoolon Se Ghar Sajaya Tha,
Bikhra Hai Aashiyan Ik Pal Mein,
Humne Barson Mein Jo Sajaya Tha,
Roothi Takdeer Ko Manaa Lete,
Phir Se Beerane Ko Basaa Lete,
Dil Ki Ye Aarzu Rahi Dil Mein,
Kash Ke Tum Wafaa Nibha Le Te,
Kash Ke Tum Wafaa Nibha Le Te,
Nibha Lete, Wafaa Nibha Le Te,
Nibha Lete, Wafaa Nibha Le Te.
Nayi Sahi Jandi Teri Bewafayi Yaar Ve,
Yaar Ve (X2),
Tere Siwa Nahi Koi Mera,
Sun Wasta Tujhe Rab Da,
Asi Mar Jange, Fer Rovi Na,
Asi Mar Jange, Fer Rovi Naa.