Dil Hai Pakistani Lyrics – Coke Studio | Ali Azmat, Mangal, Darehan, Shayan – LyricsEz

Dil Hai Pakistani, the track is collaborated by Ali Azmat, Mangal, Darehan and Shayan, Coke Studio 11, Episode 5. It has its verses penned by Ali Azmat, Mangal and one of the most respected songwriters of the last decade, Sabir Zafar. The composers of music tune are Ali Azmat, Mangal, Darehan & Shayan.

dil-hai-pakistani-lyrics

DIL HAI PAKISTANI SONG LYRICS | COKE STUDIO

Khandah ballay phabazi thandi
Bal lacheza deesa hama mail mastani
Mail mastani bale,

Bale bakhmala jooti hamain jeeghy phazani
Gajaren sireena kharren pedani
Sreenaghen bagiyeen sawadhani
Tharo dhukno rustien anarani.

Reshamen jaran chapp multani
Bale kanggarran mohren bil heer dastani
Bil poplen rakha wajh tinganeen
Thangawen phulrri ye balghen
Choon aheeri aerani nishana ni,

Kadahen chama, lapan hoonan ni
Bilay thangwa wali maiyeen dost goshani
Thi chothawa maa khuzo phul cheerani
Bale dil burtho soha gardd o jhazagani
Pholo raaden haarain zaraani
Soorata kashtan bil bia thara diyani
Bil mochh biyan khayan haawe khanadani
Hamy walary lafa rumb taramaghy kahani
Thikaren dilarr o sagharani
Affa hama agha wah wah tharani
Hamy ragh darani khyala daraen
Der khuzo garr tha, haal lothani…

Haal lothani
Bale ma bhezo ya handa haal o heraani
Bilan ma shuzan khandi ginda kokhaen.

Ayllah bala khandi ginda solani
Bilan kukrruy minda kushtaa mehmaani
Ghiss kizo nazi bili bi bisagae na
Kash dae chalrrae mana kaah’nen
Rumb bara siyalen chorawa diyani.

Hamein biradara waldi mana daza khandani
Gushti maa wazi thiya na diyani
Khandagha diyaron ma nagho zurr thaghan
Oza gindaghaa niya’yaan mu bazeshani
Dah goon hamy thokaa sokhtaghy gani
Maa jhambizo bal roosi zurr’thaa jangaani
Sangten shehyan ‘ rumb zurrthani
Allah hamen rumb zurthani
Githagha rarr sindh aa halkhani
Yaa shawe mehman…

Dunya hai yeh faani,
Kya jeena hai jaani,
Bijli hai na paani,
Dil hai pakistani,
Sun le mere jaani,
Andar ki kahani,
Koi na tera haani
Chini na japani.

Raaahein begaani
Manzil hai anjani
Sans hai ani jani
Tael hoi javani
Dora hai toofani
Tu sarkon ki raani
Aaja mere jaani kyun kay dil hai pakistani.

Aao – aao wahan, bolein jahan
Chup hai zameen
Aur chup hain yeh sitaray.

Kartay yaqeen
Kyunke tum ho haseen
Hum jo kahein woh tou kuch bhi nahi.

Kya hai tana baana
Heela na bahana
Kaisa hai yeh gaana
Jhooti taan lagana
Phir na tum sunana
Such hai yeh afsana
Sub ko yeh batana
Gham ka yeh tarana.

Keisi hai teri khudai?
Jungle bhi jalta raha
Darya ubalta raha
Na mein zinda
Na marta raha.

Barzakh mein thi tanhaie
Roohon ka kya faisla?
Dunya nay kya tha sikhaya?
Hona tha kya aur kya ho gaya?

Dunya hai yeh faani
Kya jeena hai jaani
Bijli hai na pani
Dil hai pakistani
Sun le mere jani
Andar ki kahani
Koi na tera hani
Chini na japani.

Rahain hay baygani
Manzil hai anjani
Sans hai ani jani
Tael hoi javani
Dora hai toofani
Tu sarkon ki raani
Aaja mere jaani kyun kay dil hai pakistani.

Aao – aao wahan
Bolein jahan
Chup hai zameen
Aur chup hain yeh asmaan,

 

Saraay kartay yaqeen
Kyunkeh tum ho haseen
Hum jo kahein woh tou kuch bhi nahi.

 

Kaisi hai teri khudayi?
Jungle bhi jalta raha
Darya ubalta raha
Na mein zinda
Na marta raha.

 

Barzakh mein thi tanhaie
Roohon ka kya faisla?
Dunya nay kya tha sikhaya?
Hona tha kya aur kya ho gaya?

Keisi hai teri khudai…

Jungle bhi jalta raha
Darya ubalta raha
Na mein zinda
Na marta .. Mein marta raha
Kesi hai yeh tanhaie,

Dunya ney kya tha sikhaya?

Hona tha kya aur kya ho gaya?
Keisi hai teri khudai….